Sat. Nov 9th, 2024

Biometric Authentication and Biometric Device available in Centre ?

Whether Application has given CONSENT for Biometric Authentication and Biometric Device available in Centre –

Jab Aap Pre Form or New PAN Form Fill Karate Hai, Tab Apako PAN Card Form Submit Karate Time Apako Biometric Ka Error Display Ho Jata Hain.

Aise me aap pan card kaise apply kare, Kyoki Biometric Authentication error show hone par form submit nahi hota hai, saath hi pan card accept nahi hota hai. coupon bhi nahi cut hota hai.

Biometric Authentication Error –  this error ko aap kaise solve kar sakate hain. Biometric Authentication error kis karan aata hai. biometric karwana jaruri hai. bina biometric ke pan apply nahi hoga aise bahut se question hai. in sab ke answer niche diya gaya hai.

What is Biometric Authentication and Biometric Device available in Centre ?

Biometric authentication error ko solve karane ke liye aap niche bataye steps ko follow kar sakate hai –

Step 1:- Agar apako pan form submit karate time “Whether Application has given CONSENT for Biometric Authentication and Biometric Device available in Centre” ka error dekhane ko mil jata hai.

Step 2:- Pahale ham yah samjh lete hai, ki yah error kyo aata hai. jab aap form fill karate time Name, Date of Birth Wrong fill kar ke submit karate hai to apako yah error jarur aayega kyoki jab aap pan form ko fill kar ke submit karate hai tab aap Name, Date of Birth and Other Ko UIDAI Ke Server Se Match Kiya Jata Hai. Jab Enter Kiya gaya data Aadhar Ke Database or server se match nahi hota hai, tab apko Biometric authentication error show ho jata hai.

Step 3:- Apako online check karna hoga ki aadhar card par name or date of birth kya hai, kyoki aap jo name and date of birth enter vah wrong hai. isliye apko name and date of birth ko confirm karna hoga.

Step 4:- Biometric Authentication Error Ko Solve Karane Ke Liye Aap Yes Button par Click karna hai.

Step 5:- Fir apake samane “Authenticate AADHAAR details using Biometric.” Error Display Ho Jata Hai, Ab Aapako Immediate Button par click karna hai.

Step 6:- Select AVDM Me Apako Contact Biometric Device Ka Name Display Hoga. Fir Apako Capture Button par click karna hai. Device Me Light Jal Jayega Fir Apako Fingerprint Laga Lena Hai, Fingerprint Capture Hone Ke After Submit Button par click kar lena hai.

Step 7:- Apake Samane Fir Document Select Karane Ke Liye Document List Aa Jayegi. Apako Aadhar Card Ke Alawa Koi Other Document Select Karn Hoga jaise – Voter Card ID, Passport ID, Driving License, 10th Marksheet In me se koi ek proof dena hoga.

Step 8:- Jaise aap Aadhar card ko chhod kar other document select karate hai. Niche apako submit button display hoga usape clikc karna hai. apake samane acknowledgement receipt display ho jati hai, apaka coupon cut ho jata hai.

Step 9:-  Agar apake pass only Aadhar Card Hi Proof Hai, Aap bhi only aadhar card hi lagana chahate hai pan document ke sath to Apako ek kaam karna hoga. apako OTP Or Biometric ke through Aadhar Card Me Online Check Karna Hoga Ki Aadhar Card par Kya Name, Date of Birth Hai. Kyoki isake karan hi hame biometric wala error Aata hai.

Aadhar Card Data Check By Fingerprint ?

Online Fingerprint De Kar Aadhar Card par update details jaise Name, Date of Birth, Gender, Address Check Karane Ke Liye Aap Niche Bataye Steps Ko Follow Kar Sakate Hai –

 

Step 1:- Online Aadhar Card Data View Karane Ke Liye https://pan.vleclub.in/signin/ This Link Par Click Kare.

Step 2:- PAN VLE CLUB Website Par Login Karane Ke Liye Registration Karna Hoga. Fir apako User and Password Mil Jayega.

Step 3:-  Registration Complete Hone Ke After Username Enter kare fir Password Enter Kare Fir Login Button par click Kare.

Step 4:- Apane Registration Karate Time Retailer ID Select Kiya Hai, to apako 99 rupees pay karna hoga, Yah Fee This portal par available service ka cost hai. fir aap UTI PSA, NSDL ID Active Kar Sakate Hain, Sath Hi Aadhar Card Data Check Kar Sakate Hain.

Step 5:- Aadhar Data Viewer Par click karane Ke After apake samane aisa dekhane ko mil jata hai.

Step 6:- Enter UID or Aadhaar Card Number” me customer ka Aadhar Card Number Enter kare Jisaka aap data check karna chahate hai.

Step 7:- Apake system se contact fingerprint device me light jal jayega fingerprint capture hone ke after Capture Finger Button par click karna hai.

Step 8:- Apake Samane Aadhar Card Ka Data Display Ho Jayega, Yaha par apako Aadhar Holder Name – First name, Middle name, Last name, Aadhar Holder Date of Birth Display Ho Jayega. Gender Display Hoga, Aadhar holder ka Address and Father Name Aap Aadhar Card ka data kuchh aise check kar sakate hai, Image hamane data ko blur kiya hai. lekin apko proper data display hoga.

Step 9:-  Aise Aadhar Card Ka Data Check karane se apako kya fayada hai ?

Ans. – Agar aap biometric karwa ke aadhar card ka data check kar lete hai. aur apako pata chal jata hai ki apake kya wrong fill kiya hai, to aap us detaisl ko edit kar ke update karenge to apko uti website par biometric ka error nahi Aayega. Yah error galati hone par hi aata hai. jaise aap sahi details enter kar ke form submit karenge to apko yah error nahi aayega.

Step 10:- Jaise aap Correct Details Ke Sath PAN Application Ko Submit Karate hai, Tab apake Samane Receipt Aa Jata Hai. Jaise aap dekh sakate hai. Niche aap dekh sakate hai ki Yaha par AADHAAR MATCHED USING DEMOGRAPHIC DETAILS -WILL BE LINKED WITH PAN. Ka Message Dekhane Ko Mil Raha Hai. Jisaka Matlab hai ki apake dwara provide Name or Date of Birth match ho gaya hai UIDAI Server Se Jisake Karan apaka Acknowledgement Receipt Open Ho gaya hai.

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *