Sat. Jul 27th, 2024

Bank Ka IFSC Code, MICR Code Aur Address Pata Kaise Kare ?

By Go24 Info Website Sep 12, 2021

Bank Ka IFSC Code, MICR Code Aur Address Pata Kaise Kare ji dosto aap iss trick se kisi bhi bank ka name address aur IFSC code ka pata kar sakte hai Demonetization ke baat word me ilectronic transaction bahut speedly increase ho rahi hai har koi credit card ,debit card,aur bank account to account money transfer karte hai par bank account money trasfer karne ke liye account number ke alawa bhi IFSC Code ka pata hona jaruri hai aaj bank account dettails ke bare me janege ki kaise bank dettail online check kar sakte hai

[auto-iframe link=https://go24.info/bank_ifsc_micr_codesearch.php]

bank ifsc code search karne ki best sites ke bare me information share kar raha hu jisse how to check my bank ifsc code jan bhi aap online money send karte hai to aapse bank dettail ke liye ifsc code ya phit swift code dene hote hai aise me ham bank jane ki koi jarurat nahi yaha se aap aashani se bank dettails aur Ifsc code others information le sakte hai

agar aapko bank ke contect number chaiye toh wo bhi yaha se mil jayaga aajkal online transaction se subkuch online ho gaya hai pahle toh hame online money send aur resevied karne ke liye bank jana hota hai but agar aapke phone me internet se bank account dettails check kar sakte hai

IFSC Code Kya Hai ?

ifsc code means indial financial system code ye ek unique code hota hai jo rbi reserve bank of india se sabhi bank ke liye ye code diye jate hai jisse ham ifsc code ke name se jante hai iss code istemal internet banking ,wire transfer ,online payment,fast payment, foreign money transfer jiase online transaction ke liye kiya jata hai, ifci code 11 number ka alpha numeric character ka hota hai jisme first 4 character bank represnt ka hota hai

MICR Code Kya Hota Hai ?

MICR CODE – ko Identity ke liye ink Magnetic Character hote hai jo check ke niche ek white link me hota hai jisse MICR band kahte hai iss code ka istemal internation transaction ke liye kiya jata hai iss code ke istemal se transaction me Money security increase ho jati hai, MICR code bahut old trick hai jisse Negatives Instrument security ke liye use kiya jata hai check ki processing ke liye ye Method bahut useful hai MICR code se check 9 character ka hota hai pahle 3 character bank city show karta hai jabki next 3 character bank ki jakari aur last charecter bank branch ki jankari deta hai

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *