Fri. Oct 4th, 2024

HOW TO BUY UTI PAN COUPON ADD WALLET – पैन कार्ड कूपन कैसे खरीदे

Kya aap bhi new uti psa portal me balance or coupon add karna chahate hai to kaise kar sakate hain. Old PSA Portal Ab Band Hoga. UTI Ne Coupon Dena Band Kar Diya hai Isliye apako bhi coupon nahi mil raha hoga. UTI Ne Coupon System Ko Hata Kar Wallet System Launch Kar Diya Hai. Isame apako direct balance add kar ke pan card apply karna hoga.

New PSA Portal Me PAN Card Aise Hi Apply Kar Sakate Hain, Jaise Aap Purana PSA Portal Par Karate the details sab same fill karna hoga. kuchh option add kiya hai, jaise physical mode and digital mode, Ab Aap Physical Mode Se Without OTP and Biometric ke pan card bana sakate hai. jaise old uti psa site par banante the.

Isame Digital Mode bhi aaya hai. jisame apako OTP or Fingerprint se pan card apply karna hota jisame apako pan card pdf 2 hour me mil jata hai. jaha pan card 4-7 day tak banata tha ab vah pan card 1-3 hour me pan card bankar email id par aa jata hai, some day after pvc pan card home address par delivery ho jati hai. isame apako alag se document upload nahi karna hota hain.

Aaj this Article me only yah janane wale hai ki aap pan card apply karane ke liye New UTI PSA Site par Balance Kaise Add Kar Sakate Hain.

Kyu ki uti ne coupon system band kar diya hai. ab wallet system aa gaya hai to wallet me balance add kaise kiya jata hai. usaka kya process hai. is article me cover karane wale hai.

Vaise New PSA Portal me Retailer ke liye Payment Deposit option diya gaya hai. lekin vah admin ke bina kisi kaam ka nahi hai, aisa isliye kyuki usase apaka payment instant add nahi hoga. jab tak Admin apaki payment request ko accept nahi karega tab tak apaka balance add nahi hoga, Lekin ham apako ek aisa site bata rahe hai, jaha se aap without admin contact or without admin permission ke khud se hi realtime balance add kar sakate hai.

Isaka Complete Process Niche Diya gaya hai. jisako follow kar ke aap khud se hi balance add kar sakate hai. jaise aap coupon add karate the same vaise hi.

HOW TO BUY UTI PAN COUPON ADD WALLET – पैन कार्ड कूपन कैसे खरीदे ?

Online UTI My PAN Center Ke Through New UTI PSA Portal par Realtime or Instant Balance add Kaise Kar Sakate Hain. Isake Liye Niche Diye Step Ko Follow Kare –

Step 1:- Online Instant or Self Balance Add Karane Ke Liye apako https://uti.mypancenter.com/login this website par visit karna hoga

Step 2:- UTI.Mypancenter.in –  Site Only New PSA Portal Par balance Add or Transfer Karane, New PSA ID Create or Activation and PSA User Password Reset without OTP Ke Liye Banaya Gaya Hai. Jo Admin Ke through Monitor Kiya Jata Hai. This Site Se PAN Card Apply Nahi Hota Hai. Only Balance Add, ID Creation, Password Reset Service Provide Karwati Hai. New UTI PSA Portal Ke Retailer Ke Liye.

Step 3:- Uti.mypancenter.in site par login karane ke liye apako yaha par bhi ek account register kar ke login karna hoga. Isake Liye ham pahal register kar lete hai. apna new account.

Step 4:- Apake Samane Registration Form Open Ho Jata Hai. Yaha par Register karane par apako uti.mypancenter.in ka login id mil jata hai. Yaha apako all details fill karna hai. Account Type Me Retailer Select karna Hai. Apako one time Registration Charge 99 Rupees Pay Karna Hoga. Yah Charge This site par available service ka cost hai. apako Coupon Charge 98 Rupees Dena Hoga. Agar aap New UTI PSA Site Par 107 Rupees Add Karate Hai. to apako 98 rupees pay karna hoga. Apako 98 rupees pay karna hai return me new psa portal par 107 rupees return milega.

Step 5:-  Username Enter kare. Password Enter kare. Fir Login Button par click kare. Yah User and Password this site par account register karate time display hota hai. agar apako nahi pata hai. to aap without user & password ke login karane ke liye Gmail Icon or Google Icon par click kar ke login kar sakate hai, jisame apako alag se username and password fill nahi karna hota hai. isake liye apako register gmail id se login karna hoga.

Step 6:- UTIITSL Manager > Coupon Purchase or Balance Transfer this option se aap New UTI PSA Portal Me Balance Add or Transfer Kar Sakte Hai. Coupon Purchase par click karate hai to apako auto method milata hai. jisase aap bina kisi error ke balance transfer kar sakate hai. Balance Transfer Par click karate hai to apako reference number milata hai. jisako apako new uti psa portal par jakar submit karna hota hai. usake after hi aap balance transfer kar sakate hai.

Step 7:- eWallet PSA Activation Agar apake pass psa site ka login id nahi hai tab aap this option par click kar ke apana new psa id create kar sakate hai. apaka psa portal ka id realtime active ho jata hai. aur aap turant login kar sakate hai.

Step 8:- PSA Password Reset – Isase aap uti psa site ke user ka password reset kar sakate hai. jab kabhi aap uti psa site ke username ka password bhul jate hai aur aap password forgot karate hai to apako OTP Dena Hota hai tabhi aap password forgot kar sakate hai. lekin Agar apane this portal se new psa id create kiya tha to aap without otp ke password reset kar sakate hai. jisase apaka user hi password ban jata hai, fir aap password me bhi user ko enter kar ke login kar sakate hai.

Step 9:- New PSA Portal Link –  This link par click karane se apako new uti psa site open ho jata hai. jaha se apako pan card apply and correction karna hota hai.

Step 10:-“PSA Username” – Me apako ek user display hoga. jo New UTI PSA Site ka Hoga. Agar Yaha Blank Aata Hai to aap eWallet PSA Activation par click kar sakate hai.

Step 11:- “Coupon Qty(PAN Application)” Yaha par number enter kare apako kitana coupon or token add karna hai. jaise hamane 1 number type kiya hai.

Step 12:-Total Amount Debiting From Wallet” –  Yaha par jo bhi amount display hoga vah apake this portal ke wallet me amount available hona chahiye. Agar Balance Zero Hai to aap Wallet Manager > QR Pay Collect Par click kar ke aap this uti.mypancenter.in par balance add kar sakate hain.

Step 13:- “Total Amount Crediting in e-Kyc Wallet” Me apako 107 display hoga agar aap Coupon Qty Me 1 Type karate hai. yaha jo bhi amount display hoga vah apake new uti psa portal me add kiya jayega.

Step 14:- Coupon Quantity Enter Karne Ke After Transfer Now Button par click kare apako Balance Transfer Successfully Ka Message Display Ho Jayega.

Step 15:- Fir apako New UTI PSA Portal Ko Login Karna Hai. Apako Available Balance With HO Me Apako Balance Display Ho Jayega.

Step 16:- Kuchh aise aap balance add kar sakate hai. jab aap ek pan card apply karenge tab apake psa wallet me 107 rupees cut hoga. Yaha se aap pan card apply kar sakate hai.

Step 17:-“Wallet Manager > QR Pay Collect” Par click karenge to apako kuchh aisa dekhane ko mil jata hai. ab apako Select Your Pay Apps Select Karna Hai, Jisase aap payment karenge, Usake after Amount Enter Karna Hain. Fir Latest QR View Button par click kar dena hai.

Step 18:- “Wallet Manager > QR Pay Collect”  Yaha se payment karane par apako aage chal kar ek qr code display hoga jisako kisi bhi application se scan kar ke payment karna hai. apaka payment auto verify ho kar wallet me payment add ho jayega.

Step 19:- “Wallet Manager > QR Pay With UTR”  Isame bhi apako one QR Code Display Hota Hai.   Jaise aap amount enter karte hai. aur aage chalate hai. to apako payment kar dena hota hai. fir apako jo payment done kiya tha usaka UTR Number website par enter karana hoga fir Verify button par click karna hoga apaka payment add ho jayega.

Step 20:- “Wallet Manager > UPI QR Pay Collection” Yaha apako UPI or VPA ID Enter Karana Hoga Jisame @ istemal hota hai, jo @ybl @icici @ibl @oksbi atc. se end hota hai. vah enter karan hai. amount enter karna hai. Fir QR Code Scan kar ke Payment Karna Hai. Payment Done hone ke after payment auto verify hota hai. aur payment wallet me display ho jata hai, nahi to aap UTR Number Payment Page Par Enter Kar ke payment ko manual verify kar sakate hai. aur apka payment realtime add ho jata hai.

Step 21:- “Wallet Manager > Add by Paytm PG” Yaha se bhi aap payment wallet me add kar sakate hai, jisame apko only amount enter karna hota hai. apake samane paytm ka gateway open hota jata hai, jisame apako debit card , upi or vpa id, qr code net banking ka option display hota hai, jisase aap payment add kar sakate hai, payment success hone par payment verify hone ke after payment wallet me load ho jata hai.

 

Tag:-

how to buy uti psa coupon,pan card coupon kaise le,uti psa coupon kaise le,uti psa coupon,psa pan card coupon,buy uti pan coupon,how to buy pan card coupon,uti psa coupon buy,how to add coupon in uti psa portal,uti coupon purchase online,uti ka coupon kaise kharide,uti coupon kaise le,uti se coupon kaise purchase kare,pan card coupon buy online,uti psa coupon adding process,how to add coupon in uti psa id,how to buy coupon,uti wallet add money,coupon 2023

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *