Sat. Oct 5th, 2024

AEPS ID Kaise Le – RNFI AEPS Service

Kya aap bhi AEPS Service Lena chahate hai jisase aap bhi online aadhar card number se finger dekar customer ka balance nikal sake to isake liye aap AEPS System or service kaise le sakate hai, aeps service ke through aap aadhar number and bank name sath hi customer ka biometric karwane par aap us customer ka balance check kar sakate hai.

balance Withdrawal kar sakate hai. jitana bhi balance aap customer ke bank account se jitana bhi amount aap nikalate hai vah apki aeps retailer id ke wallet me save ho jaeyga fir aap vaha se us balance ko apane bank account me trasfer kar sakate ho. aisa karane par aapko customer se bhi kuchh rupee mil jayega sath hi rnfi company bhi 10 Rupees tak commission provide karegi. total apako good commission mil jata hai.

AEPS Service ke liye bank bc lene ki jarurat nahi hai. aeps service se aap all bank ka balance check or mini statement check karna or balance withdrawal karna etc work kar sakate hai.

RNFI AEPS Me balance server me atakane ka problem nahi hota hai. 99% bina kisi problem ke apaka balance nikal jata hai. 1% server me paisa fas jata hai to 24 hour after auto problem solve ho jata hai. aise me vah paisa customer ke bank account me transfer ho jata hai.

AEPS Service Se Kya Kya Kaam Kar Sakate Hai?

Isase aap balance check, mini statement check, cash withdrawal yah kaam kar sakate hai isake liye customer ka aadhar number and fingerprint chahiye hota hai.

Yah kaam aap kisi bhi bank ka kar sakate hai.

Balance check – Isame apako bank account me total kitana balance hai vah bataya jata hai.

Mini Statement – isame apako bank account ki history bataya jata hai konasa amount kab bank account me receive huaa hai aur konasa amount kab account se nikala gaya hai.

Cash Withdrawal –  Isase aap aadhar card number and finger laga ke aap bank account se paisa nikaal sakate hai. vah paisa aeps wallet me realtime aa jata hai fir agent apane bank account me Settlement Laga sakata hai vah paisa agent ke bank account me chal jayega.

AEPS Service Kon Kon De Sakate Hai ?

AEPS Service koi bhi company de sakate hai jo govt ke sath type ho jaise RNFI NPCI AEPS Service se type hai usako all India Aeps Service Provide karne ki permission hai.

RNFI Kitana OLD Company hai ?

Hamari jankari ke anusar rnfi company 5 year old company hai. aeps service ko chalu huaa kuchh itana almost time huaa hai. aeps ki duniya me yah saal thik ha.

Jab ham RNFI.IN Domain ko check karate hai ki yah domain kab buy huaa hai to isame 17-10-2017 date likha aa raha hai. yah domain 17-10-2026 tak renewal kiya gaya hai. ab aap yah samjh mat lena ki yah company only 2026 tak hi chalega kyoki yah domain ka expiry date hai jo baad me chal kar renewal bhi kiya ja sakata hai jaise yah domain last bar 14-Feb-2023 ko reneal kiya gaya hai uski par ho sakata hai ki 17-Oct-2026 ko dubara renwal kiya ja sake.

RNFI AEPS Commission Kya Milega ?

Apko almost yah commsion mil jaeyga. balance withdrawal karane per.

Subscribe to VIP plan and earn never before commission upto Rs 15* per transaction, applicable for both AePS & M-ATM. Also get first 15 settlements free in a month.

Aadhaar Card se Mobile se Paise kaise nikale ?

Agar apake pass Desktop nahi hai to aap android mobile se bhi aeps service ka istemal kar sakate hai. aap all working mobile se kar sakate hai. isake liye apkao play store se rnfi app install karna hoga.

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.services.relipay

RNFI Retailer ID or AEPS ID kaise Le

Agar apako yah service pasand aa gaya hai aur aap rnfi relipay retailer id lena chahate hai to aap kaise le sakate hai.

Step 1:- RNFI Relipay ID Register karane Ke liye bhi online option nahi hai jaha se aap khud se retailer id ke liye register kar sake, isliye apko ksii rnfi parter se contact karna hoga. aap contact button per click kar ke chatting kar sakate hai.

Step 2:- contact jaise aap this contact button per click karate hai to apake samne chatting open ho jayega apko turant reply mil jayega. rnfi relipay id lene ke liye apkao 99 rupees ka charge lagega.

Step 3:- RNFI Retailer id apko kyc complete karane ke after mil jayega.

Step 4:- RNFI Service ka istemal aap website or application dono me se kisi bhi platform se kar sakate hai.

Related Post

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *